ShYaRi

Shayari By FuNnY DrEaMs

dekha tujhe to

Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!

 Powered by Max Banner Ads 

Read the rest of dekha tujhe to

Aye Circuit Jara Band Baaje Wale Ko Bula

Aye Circuit Jara Band Baaje Wale Ko Bula
Zor Se Zabardasti Sedulhan Ke Baap Ko Utha Ke Laa
Karni Hai Shaadi Heroine Banegi Apun Ki Wife
Settle Karni Hai Jindgi Bole To Mast Ho Jaayegi Life
Jab Aayegi Dulhan Accha Khaana Pakaayegi
Circuit Bola Bhai Jaan Par Mina Dhabewali Naraz Ho Jayegi
Biwi Badi Pyaari Bole To Bikul Bachhi
Phir Na Jaane [...]

Read the rest of Aye Circuit Jara Band Baaje Wale Ko Bula

Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

Aapko Paakar Jahaan Badla Nazar Aata Hai,
Har Ek Doctor Ab Pagla Nazar Aata Hai,
Pahle Nahi Jaana Tha, Ab Jaan Paaye Hain,
Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla Nazar Aata Hai

Read the rest of Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

Vohi Geet Pyare Sunayega Kab Tak

Vohi Geet Pyare Sunayega Kab Tak
Tu Janta Ko Ullu Banayega Kab Tak
Ye Aawaargi Chod De Maan Bhi Jaa Pagle
Tera Baap Tujhko Khilayega Kab Tak
Kayi Din Se Ghonchu Tu Peeche Pada Hai
Bata Gulbadan Ko Patayega Kab Tak
Aare Oo Piyakkad Tu Peekar Ke Pavva
Meri Kopadi Ko Khujayega Kab Tak
Ajee Sant Jee Chodiye Dharam-Charcha
Ujala Hame Ab Darayega Kab [...]

Read the rest of Vohi Geet Pyare Sunayega Kab Tak

Insaan Se Hoti Hai Khata Aur Tarah Ki

Insaan Se Hoti Hai Khata Aur Tarah Ki
Laikin Usey Milti Hey Saza Aur Tarah Ki
Aur Woh Shakhs Jo Hota Hey Zara Aur Tarah Ka
Biwi Usey Deta Hey Khuda Aur Tarah Ki

Read the rest of Insaan Se Hoti Hai Khata Aur Tarah Ki

Mohabat Karnay Waloon Kaa

Kabhi Khaansi Kabhi Nazla Kabhi Zukkaam Hota Hai
Mohabat Karnay Waloon Kaa Yehi Anjaam Hota Hai
Ajjab Taqdeer Hai Iski Ajjab Andaaz Hai Iss Kaa
Kah Aashiq Laakh Ho Acha Maggar Badnaam Hota Hai
Kaheen Aisa Na Ho Pit Jaye Gali Main Yaar Ki Ja Kay
Pocket Main Aashiqon Kay China Kaa Balm Hota Hai
Kisi Bhi Bed Kay Neechai Chhup [...]

Read the rest of Mohabat Karnay Waloon Kaa

Ishq Mein Mainey Suna

Mere Exam Hain Agle Hi Mahine Se Shuru
Parhne Bethoon To Mujhey Niind Bohot Aati Hai
Sirf Kuch Din Key Liye Mujh Sey Koi Pyar Karey
Ishq Mein Mainey Suna Neend Hee Ur Jatee Hai

Read the rest of Ishq Mein Mainey Suna

Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

Aapko Paakar Jahaan Badla Nazar Aata Hai,
Har Ek Doctor Ab Pagla Nazar Aata Hai,
Pahle Nahi Jaana Tha, Ab Jaan Paaye Hain,
Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla Nazar Aata Hai

Read the rest of Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

us ne haathon pe mehndi

us ne haathon pe mehndi laga rakhi hai
ham ne us ki doli bhi utha rakhi hai
mujhe pata tha ke woh niklay gi bewafa
isi liye hum ne us ki choti behen bhi phassa rakhi hai

Read the rest of us ne haathon pe mehndi

us se pyar ker k kissmut jaag ga

us se pyar ker k kissmut jaag gai
us sy pyar ker k kissmut jaag gai
main ne itney love letter post keye k
woh”post man”k sath bhaag gai

Read the rest of us se pyar ker k kissmut jaag ga

College mein ap ka anubhav jayda

College mein ap ka anubhav jayda
Ise gud ka hamme fayada
Ab to hum bhi is pariwar ka hissa hai
Ise baat pe aap ko sunate ek kissa hai
‘hua yuh ek baar
ek aanjana
kise college mein ghus aaya
ek ajab kisam ki jati dekh
wo bada ghabraya
istailish jeans
chota kurta
pahene dekh ladko ko
usse hua achambha
ladkiyo ki uchi heel
khule baal dekh
uske dil ko [...]

Read the rest of College mein ap ka anubhav jayda

Hey Krishna tu is kalyug mein aa kar

Hey Krishna tu is kalyug mein aa kar to dikha…
Tune 18 saal ki umar me mama kans ko mara,
BIN LADEN ko hath laga kar to dikha…
Tune Arjun ko to Saari Geeta sunayee,
Mere Project Manager se ek baar baat kar ke to dikha..
Tune to Arjun ka Sarathi banke Pandavon ko jitaaya
Indian Cricket team ka Coach ban [...]

Read the rest of Hey Krishna tu is kalyug mein aa kar

alladin ke paas

Arz hai-Alladin ke paas tha ek jadui jin,
dil nahi lagta hamara apke bin,
Stainless Steel me hota hai 0.2% tin,
khuda kare mast jaye apka aaj ka din.
GoodMorning.

Read the rest of alladin ke paas

maine use ek ishara

Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.

Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.

Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.
Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.
Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera [...]

Read the rest of maine use ek ishara

i love you

Zindagi mein kabhi tension mat lena,
bindas hoke I LOVE YOU kehna,
agar rose ke badle sandal mile to,
kehna pyaari Behna sada kush rehna.

Read the rest of i love you


 Powered by Max Banner Ads 
Get Adobe Flash playerPlugin by wpburn.com wordpress themes
snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake