ShYaRi

Shayari By FuNnY DrEaMs

Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

 Powered by Max Banner Ads Aapko Paakar Jahaan Badla Nazar Aata Hai,
Har Ek Doctor Ab Pagla Nazar Aata Hai,
Pahle Nahi Jaana Tha, Ab Jaan Paaye Hain,
Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla Nazar Aata Hai

Read the rest of Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

chatri me hole

Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, chatri me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega

Read the rest of chatri me hole

lottery lagade

A sardar prays daily for 2 hours,
“He Vahe Guru meri lottery lagade.”
After 11 years Vahe Guru angrily appeared & said,”Khotee de puttar 1 vari ticket to le le”

Read the rest of lottery lagade

Sardar jee aap ko garmi

Man: Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kya karte ho?
Sardar: AC k paas ja k baith jata hun
Man: Agar phir bhi garmi lage to?
Sardar: To A/C on kar leta hun

Read the rest of Sardar jee aap ko garmi

Baat karte waqt

Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt

Read the rest of Baat karte waqt

Phir aag ka dariya hai aur doob ke jana hai

Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Kya shart-e- mohabbat hai kya shart-e- zamaana hai
Awaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gana hai.
Uss par uterne ki ummeed bahot kam hai
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ke
Ek shks ko aankho [...]

Read the rest of Phir aag ka dariya hai aur doob ke jana hai

Vohi Geet Pyare Sunayega Kab Tak

Vohi Geet Pyare Sunayega Kab Tak
Tu Janta Ko Ullu Banayega Kab Tak
Ye Aawaargi Chod De Maan Bhi Jaa Pagle
Tera Baap Tujhko Khilayega Kab Tak
Kayi Din Se Ghonchu Tu Peeche Pada Hai
Bata Gulbadan Ko Patayega Kab Tak
Aare Oo Piyakkad Tu Peekar Ke Pavva
Meri Kopadi Ko Khujayega Kab Tak
Ajee Sant Jee Chodiye Dharam-Charcha
Ujala Hame Ab Darayega Kab [...]

Read the rest of Vohi Geet Pyare Sunayega Kab Tak

Insaan Se Hoti Hai Khata Aur Tarah Ki

Insaan Se Hoti Hai Khata Aur Tarah Ki
Laikin Usey Milti Hey Saza Aur Tarah Ki
Aur Woh Shakhs Jo Hota Hey Zara Aur Tarah Ka
Biwi Usey Deta Hey Khuda Aur Tarah Ki

Read the rest of Insaan Se Hoti Hai Khata Aur Tarah Ki

Mohabat Karnay Waloon Kaa

Kabhi Khaansi Kabhi Nazla Kabhi Zukkaam Hota Hai
Mohabat Karnay Waloon Kaa Yehi Anjaam Hota Hai
Ajjab Taqdeer Hai Iski Ajjab Andaaz Hai Iss Kaa
Kah Aashiq Laakh Ho Acha Maggar Badnaam Hota Hai
Kaheen Aisa Na Ho Pit Jaye Gali Main Yaar Ki Ja Kay
Pocket Main Aashiqon Kay China Kaa Balm Hota Hai
Kisi Bhi Bed Kay Neechai Chhup [...]

Read the rest of Mohabat Karnay Waloon Kaa

Ishq Mein Mainey Suna

Mere Exam Hain Agle Hi Mahine Se Shuru
Parhne Bethoon To Mujhey Niind Bohot Aati Hai
Sirf Kuch Din Key Liye Mujh Sey Koi Pyar Karey
Ishq Mein Mainey Suna Neend Hee Ur Jatee Hai

Read the rest of Ishq Mein Mainey Suna

Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

Aapko Paakar Jahaan Badla Nazar Aata Hai,
Har Ek Doctor Ab Pagla Nazar Aata Hai,
Pahle Nahi Jaana Tha, Ab Jaan Paaye Hain,
Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla Nazar Aata Hai

Read the rest of Wig Utaarne Ke Baad Aapka Takla

Ek hee dharti ke do aasman nahi hote

Are kya Hindu kya Muslim insaan nahi hate
Jo benaam marte hain kya insaan nahi hote
Ek bachche ke jism ko khareed lete hain Jo log
Un logon ke to imaan kya bhagwaan nahi hote
Jo pyaas bujhaate hain insaani lahoo se
Unke liye jameen to kya aasma nahi hote
Apne liye Jo chahte ho ek ghar naya
Jo todte ho tum [...]

Read the rest of Ek hee dharti ke do aasman nahi hote

zindgi tu hi bata

ab to apni tabiyat bhi juda lagti hai,
saanse leta hoon to zakhmon ko hawa lagti hai
kabhi mujh se raaji to kabhi juda lagti hai,
zindgi tu hi bata tu meri kya lagti hai

Read the rest of zindgi tu hi bata

choti si baat par shikhwa

choti si baat par shikhwa na karna
bhul ho koi hamse toh ma’af zaroor karna
naraaz tab hona jab hum dosti tod denge
kyonke aisa tab hoga jab hum duniya chod denge

Read the rest of choti si baat par shikhwa

us ne haathon pe mehndi

us ne haathon pe mehndi laga rakhi hai
ham ne us ki doli bhi utha rakhi hai
mujhe pata tha ke woh niklay gi bewafa
isi liye hum ne us ki choti behen bhi phassa rakhi hai

Read the rest of us ne haathon pe mehndi


 Powered by Max Banner Ads 
Get Adobe Flash playerPlugin by wpburn.com wordpress themes
snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake snowflake