maine use ek ishara
Saturday, November 22 ,2008 at 11:16am |
Powered by Max Banner Ads
Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.
Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.
Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.
Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…
Related posts:
- maine usse se [Translate] Maine usse ek ishara kiya Usne salaam likh...
- Ek Crore ka Sawaal [Translate] Ek Crore ka Sawaal! .. KBC main Shahrukh...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.
Posted in Funny shayari
